In this article, we are going to learn Husn Guitar Chords. This song is composed and sung by Anuv Jain.
Coming to the chords, we used a capo on the 5th fret to simplify the chords for beginner guitarists. The chord progression is as follows.
Husn Guitar Chords With Capo
Song | Husn |
Artist | Anuv Jain |
Capo | Fret – 5 |
Chords | F, C, E, Am, G |
[Intro]
(F)(C)
(E)Aaaa (Am)Aaaa(G)
[Verse 1]
(F)Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C)Hain saath par Hain saath na bhi
(E)Kya itni aasaan (Am)hain?(G)
(F)Dekho Dekho Jaise mere iraaday
(C)Waise kahaan Tere yahan the
(E)Haan kitni naadan (Am)main(G)
[Chorus 1]
Mere (F)husn ke ilawa
Kabhi (C)dil bhi maang lo (G)na
Haye (F)pal mein
Main pighal jaun (G)haan
Ab (F)aisa na karo
Ke dil (C)judna paye wa(G)pis
Teri (F)baaton
Se bikhar jaun (G)haan
[Verse 2]
(F)Mana zamana hai deewana
(C)Isilye tune na jana
(E)Tere liye main
Kaafi (Am)hoon(G)
(F)Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
(C)Atey ho kyun masoom ban kar?
(E)Tere liye main
Kya hi (Am)hoon?(G)
[Chorus 2]
Phir (F)aatey kyun yahan
Karne (C)aankhon mein Ho (G)baarish?
Ab (F)aye
Toh theher jao (G)na
Aur (F)poocho na zara
Mere (C)din ke bare mein (G)bhi
Bas (F)itne mein Sambhal jaun (G)haan
[Pre-bridge]
Haan ek (F)din Kabhi (Am)koi
Jab bhi (F)padhe Kahani te(C)ri
Lagta (E)mujhe Mere naam (Am)ka
Zikr (F)kahin Bhi hoga (G)nahin
[Bridge]
(C)Haan
Main (Am)yahin
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho
Dekho yeh (C)dil ka haal kya
Hothon se (Am)hota na bayan
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho
Kaisa (C)naseeb hai mera
Milke bhi (Am)na mujhe mila
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho
Teri a(C)dhuri si wafa
Maangu main (Am)maangu aur na
Meri yeh (F)aankhon mein
Aankhon mein toh (G)dekho
[Verse 3]
(F)Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
(C)Chahe bhi dil toh bhi na jeete
(E)Main iss daur mein (Am)nahin(G)
(F)Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C)Baatein yahi dekhoon jahan bhi
(E)Main is daur se (Am)nahin